Hona nahi aata
Tera ho k bhi ham ko tera Hona Nahi ata
Aankh Bhar ati h lakin Haman Rona Nahi ata
.
Wo kehta ha bara bechan hoon tum say bechar Kr main
Usey toh khwab atey Hain mughay sonna Nahi ata
.
Dill-e-nadaan hai ab wafaon ki rahon pay
Dill-e-nadaan ko kissi aur Ka hona Nahi ata
Copyright © Mohammad Laeeque Amwer | Year Posted 2023
|